Search This Blog

Thursday, November 15, 2018

Ek Do Teen Lyrics

"Ek Do Teen"
(from "Baaghi 2" soundtrack)

Mohini! Mohini!

Mohini, Mohini
Mohini, Mohini

Ding-dong ding
Ding-dong, ding-dong ding-dong
Ding-dong dong
Ding-dong ding-dong

Ek do teen
Chaar panch chhe saath
Aath nau dus gyarah
Baarah terah [x2]

Tera karun…
Tera karun din gin gin ke intzaar
Aaja piya aayi bahaar [x2]

Oh, c'mon sing it!

Ding-dong ding
Ding-dong, ding-dong ding-dong
Ding-dong dong
Ding-dong ding-dong dong dong

Arey aaja tu paas mein
Rahenge saath mein
Haathon mein haath de
Sochenge baad mein
Baaki hai jo bhi bacha
Hum dono ko chadha nasha
Aur mujhe pata tere dil mein
Haan maine le li hai saari jagah
Aaja saath mein gaane ke le maza

Ding-dong ding-dong!

Chaudah ko tera sandesaa aaya
Pandraah ko aaunga yeh kehlaaya
Chaudah ko aaya na pandraah ko tu
Tadpake mujhko tune kya paaya?

Solha ko bhi…
Haaye solha ko bhi
Solha kiye the singaar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karun din gin ginke intzaar
Aaja piya aayi bahaar

Ding-dong ding
Ding-dong, ding-dong ding-dong
Ding-dong dong
Ding-dong ding-dong…

Hey!
Un, dos, tres… [x4]

Satraah ko samajhi sang chhoot gaya
Attharaah ko dil toot gaya
Ro ro guzaara maine saara unnees
Bees ko dil ke tukde huve tees

Phir bhi nahi…
Hey phir bhi nahi
Phir bhi nahi
Phir bhi nahi dil se gaya tera pyaar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karun din gin ginke intzaar
Aaja piya aaye bahaar

Ding-dong ding
Ding-dong, ding-dong ding-dong
Ding-dong dong
Ding-dong ding-dong…

Lo Safar Lyrics

"Lo Safar"
(from "Baaghi 2" soundtrack)

Tumne jo hai maanga toh
Dil ye haazir ho gaya
Tumko maana manzil aur
Musafir ho gaya… [x2]

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya
hmm… ho…

Dil ki bechaini ko aaya
Ab kahin aaraam hai
Tu na ho to sochta dil
Tujhko subaho shaam hai
Iss kadar tu har ik pal mein
Mere shaamil ho gaya…

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya

Jab se tumne baah thaami
Raaste aasaan hai
Khushnuma hai meri subahe
Dil nashin har shaam hai
Zindagi ke achepan se
Main bhi waaqif ho gaya

Lo safar shuru ho gaya
Humsafar tu ho gaya
Lo safar shuru ho gaya
Mera humsafar tu ho gaya

Mundiyan Lyrics

"Mundiyan"
(from "Baaghi 2" soundtrack)

Bach ke… ahaa!
Bach ke… ahaa!

Ho niwi niwi aankhon ko jhuka ke rakh le
Gore gore gaalon ko chupa ke rakh le
(Bach ke… bach ke…)

O niwi niwi aankhon ko jhuka ke rakh le
Gore gore gaalon chupa ke rakh le

Aivein kari na ki…
Aivein kari na ki…
O aivein kari na kisey de naal pyar
O mundiyan ton bach ke rahi
Ni tu hunne hunne hoyi mutiyaar
Mundiyan ton bach ke rahi
Ni tu hunne hunne hoyi mutiyaar
Mundiyan ton bach ke rahi oye…

Nakhra vilaiti mera swag karara
Meri hi jawani ne to sab sar dala
Hot n cool sada mood mera
Mundian ki toli confuse zara

O mundian ton bach ke rahi oye…

Mera kya kasoor jo nasheele nain ho gaye
Bhul ke adab ye rangeele nain ho gaye

Aaye haye…
Mera kya kasoor jo nasheele nain ho gaye
Bhul ke adab ye rangeele nain ho gaye

Sambhli na jaye aisi tod jawani
Sambhli na jaye aisi tod jawani

Aaja dede mujhe
Aaja dede mujhe
O aaja dede mujhe thodi si udhaar

Mundeyan ton bachke… hoye
Mundeyan ton bach ke rahi..
Mundeyan ton bachke rahi bachke rahi
Mundiyan ton bach ke rahin
Mundiyan ton bachke bachke
Mundeyan ton bach ke rahi…
Mundiyan ton bach ke rahi…

Aivein kari na kisey de naal pyar
Mundiyan ton bach ke rahi
Ni tu hunne hunne hoyi mutiyaar
Mundiyan ton bach ke rahi
Ni tu hunne hunne hoyi mutiyaar
Mundiyan ton bach ke rahi oye

Mundeyon ke lab pe hai meri ye kahaniyan
Dil ki ye galiyon mein meri hi dishariya

Haan haan…
Mundeyon ke lab pe hai meri ye kahaniyan
Dil ki ye galiyon mein meri hi nishaniyan

Ho gora gora rang teri moron jaisi taur
Gora gora rang teri moron jaisi taur
Naa hi tere jaisi, Naa hi tere jaisi
Naa hi tere jaisi sohni koi naar

O mundiyan ton bach ke rahi
Ni tu hunne hunne hoyi mutiyaar
Mundiyan ton bach ke rahi
Ni tu hunne hunne hoyi mutiyaar
Mundiyan ton bach ke rahi oye…

Aaja oye!

Bach ke, bach ke…

Bach ke, bach ke…
Mundiyan ton bach ke rahi
Oye bachke!
O bach ke, bach ke…
Mundiyan ton bach ke rahi
O bach ke rahin!

Bach ke, bach ke…
Mundeyan ton bach ke rahi
(Bachke, bachke…)
O bach ke, bach ke…
Mundeyan ton bach ke rahi

O bach ke rahi!

O Sathi Lyrics

"O Saathi"
(from "Baaghi 2" soundtrack)

Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuchh na ban saka toh mera dil bana diya

O saathi
Tere bina
Raahi ko raah
Dikhe na
O saathi
Tere bina
Saahil
Dhuaan dhuaan

Ankhen moonde
Toh jaane kise dhoonde
Ki soya jaaye na
Ki soya jaaye na
Kisey dhoonde
Ye khwahishon ki boonde
Ki soya jaaye na
Ki soya jaaye na
Maano nindiyaa piroya jaaye na
Maano nindiyaa piroya jaaye na

Allah mujhe dard ke kaabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuchh na ban saka toh mera dil bana diya

O saathi
Tere bina
Raahi ko raah
Dikhe na
O saathi
Tere bina
Saahil
Dhuaan dhuaan

DILBAR DILBAR LYRICS

[Intro]
Dilbar dilbar

[Verse 1]
Chadha jo mujhpe suroor hai
Asar tera yeh zaroor hai
Teri nazar ka kasoor hai yeh
Dilbar dilbar dilbar
Aa paas aa tu kyon door hai
Yeh ishq ka jo fitoor hai
Nashe mein dil tere choor hai
Dilbar dilbar dilbar

[Chorus]
Ab to hosh na khabar hai
Yeh kaisa asar hai
Hosh na khabar hai
Yeh kaisa asar hai
Tumse milne ke baad dilbar
Tumse milne ke baad dilbar
Dilbar, dilbar, dilbar
Dilbar, dilbar

[Verse 2]
Karti katal na aise tu chal
Paheli ka is nikalo koyi hal
Husn ka pitara khilta kamal
Kar loon main sabar
Kyun ki mitha hai fal
Tu mera khwaab hai
Tu mere dil ka karaar
Dekh le jaan-e-mann
Dekh le bas ek baar
Chain kho gaya hai

[Outro]
Kuchh to ho gaya hai
Chain kho gaya hai
Kuchh to ho gaya hai
Tumse milne ke baad dilbar
Tumse milne ke baad dilbar
Dilbar Dilbar!